Poetry Tadka

Tanhai Shayari

Apne Dukho Pe

अपने दुखो पे रोना  अपनी खुशियों पे रोना, क्या कुछ सिखा जाता है किसी से जुदा होना।

Apne dukho pe

Na Meri Koi Manzil Hai

 

Na Meri Koi Manzil Hai,
Na Koi Kinara,
Tanhai Meri Mehfil Aur Yaadein Mera Sahara,
Apno Se Bichhad Ke Humne,
kuchh Yun Waqt Gujara,
Kabhi Zindagi Ko Tarse,
kabhi Maut Ko Pukara...
 
Na meri koi manzil hai

Tanhai Mein Rone Ki Aadat Hai Mujhe Bhi

In Behte Hue Aansuon Se Aqidat Hai Mujhe Bhi,
Unki Tarha Hi Khud Se Shikayat Hai Mujhe Bhi,
Wo Agar Nazuk Hain To Main Bhi Pathar Nahi,
Tanhai Mein Rone Ki Aadat Hai Mujhe Bhi

Tanhai mein rone ki aadat hai mujhe bhi

Hua Youn Ki

“हुआ है तुझसे बिछडने के बाद ये मालूम...

कि,सिर्फ तू नहीं था....तेरे साथ मेरी एक पूरी दुनिया थी...।

Lazim Nahin

लाज़िम नहीं कि उसको भी मेरा ख्याल हो !
मेरा जो हाल है वही उसका भी वही हो !!