Poetry Tadka

Matlabi Shayari

Latest post to Matlabi Shayari by poetry tadka from matlabi log shayari. Also you can use these post for matlabi log Shayari as all post are designed for matlabi Shayari and Matlabi Shayari in Hindi. Latest post मतलबी शायरी, मतलबी दोस्त शायरी, मतलबी लोग शायरी, matlabi shayari in Hindi at poetry tadka shayari collection.

Matlabi Shayari ! Matlabi Log Shayari ! मतलबी शायरी

Duniya Matlabi Hai Shayari

वक़्त, मौसम और लोग
सबकी एक सी फितरत होती है
कौन, कब कहाँ बदल जाये 
पता ही नहीं चलता.
Waqt, Mausam Aur Log
Sabki Aik Si Fitrat Hoti Hai
Kaun, Kab Kahan Badal Jaye 
Pata He Nahin Chalta.

Duniya Matlabi hai Shayari

Matlabi Logo Ke Liye Shayari

कुछ लोग आपसे सिर्फ इतनी मोहब्बत करते हैं. 
जितना आपको इस्तेमाल कर सकते हैं. 
जहाँ उनका मतलब खत्म हो वहां 
उनकी मोहब्बत भी खत्म हो जाती है.
Kuch Log Aapse Sirf Itni Mohabbat Karte Hain.
Jitna Aapko Istemaal Kar Sakte Hain.
Jahan Unka Matlab Khatam Ho Wahan Unki
Mohabbat Bhi Khatam Ho Jati Hai.

सब मतलब की यारी है, 
यही दुनिया की सबसे बड़ी बीमारी है।
Sab Matlab Ki Yari Hai.
Yahi Duniyan Ki Sabse Badi Beemari Hai.
 

Matlabi logo ke liye shayari

Matlabi Dost Shayari

दोस्ती करने से पहले दोस्त को 
आज़माना चाहिए. यहाँ दोस्ती के 
नाम पर लोग बर्बाद कर दिया करते हैं !!
Dosti Karne Se Pahle Dost Ko 
Aazmaana Chahiye. Yahaan Dosti Ke 
Naam Par Log Barbaad Kar Diya Karte Hain.

मतलबी लोग दोस्तों की तरह नज़र आते हैं. 
जैसे भेड़िये कुत्तों की तरह.
Matlabi Log Doston Ki Trah Nazar Aate Hain.
Jaise Bhediye Kutton Ki Trah.

Matlabi Dost Shayari

Matlabi Duniya Shayari

यहाँ पर हर इंसान मतलब 
की हद तक साथ चलता है
Yahan Par Har Insaan
Matalab Ki Hadd Tak Saath Chalta Hai.

मतलब ख़तम राब्ता ख़तम
यह है दुनियां का रसम.
Matalab Khatam Rabta Khatam
Yahi Hai Duniyan Ka Rasam.

वक़्त आपको बता देता है की लोग 
क्या थे और आप क्या समझते थे.
Waqt Aapko Bata Deta Hai Ki Log 
Kya The Aur Aap Kya Samajhte The.

Matlabi Duniya Shayari

Matlabi Log Shayari

इस मतलब की दुनिया में कौन किसी का होता है
वही दोस्त धोखा देते हैं जिनपर भरोसा ज़यादह होता है
Is Matlabi Duniyan Mein Kaun Kisi Ka Hota Hai.
Wahi Dost Dhokha Dete Hain Jinpar Bharosa Zyadah Hota Hai.

मतलब न पूरे होने पर लोग
लहज़े बदल लेते हैं.
Matlab Na Pure Hone Par Log
Lahje Badal Lete Hain.

Matlabi Log Shayari