ख़ामोशी के कोहरे को चीरती
गुनगुनी धूप सी तुम्हारी मुस्कान
Khamoshi Ke Kohre Ko Chirti
Gunguni Dhoop Si Tumhaari Muskaan.
ख़ामोशी से बड़ा कोई जवाब नहीं होता,
लेकिन ख़ामोशी से बड़ा कोई अज़ाब भी नहीं होता.
Khamoshi Se Bada Koi Jawab Nahin Hota,
Lekin Khamoshi Se Bada Koi Azaab Bhi Nahin Hota.
दिल की खामोशी पर मत जाओ
राख के नीचे आग दबी होती है
Dil Ki Khamoshi Par Mat Jao
Raakh Ke Neeche Aag Dabi Hoti Hai.
जज्बात कहते हैं खामोशी से बसर हो जाएं
दर्द की जिद है कि दुनिया को खबर हो जाएँ
Jajbaat Kahte Hain Khamoshi Se Basar Ho Jaye
Dard Ki Jid Hai Ki Duniya Ko Khabar Ho Jaye
सुना है के तुम रातों को देर तक जागते हो
यादों के मारे हो या मोहब्बत में हारे हो ?
Suna Hai Tum Raton Ko Der Tak Jagte Ho
Yadon Ke Mare Ho Ya Mohabbat Me Harey Ho.
हां अब ख़ामोशी ही ख़ामोशी होगी,
हमेश हमेशा के लिए.
Haa Ab Khamoshi He Khamoshi Hogi,
Hamesh Hamesha Ke Liye.
हां अब ख़ामोशी ही ख़ामोशी होगी,
हमेश हमेशा के लिए.
Haa Ab Khamoshi He Khamoshi Hogi,
Hamesh Hamesha Ke Liye.
अल्फ़ाज़ सिर्फ चुभते हैं,
खमोशियें मार देती हैं.
Alfaz Sirf Chubhte Hain,
Khamoshiyen Maar Deti Hain.