Friendship Shayari in Hindi
Tum Par Kitna Yaqin Tha
कभी किसी को धोका देकर ये मत सोचो की वो कितना बेवकूफ है
ये सोचो की उसे तुम पर कितना भरोसा था !!
Kudrat Ne Likha Tha Tujhko Meri Tmannaao Me
कुदरत ने लिखा था तुझको मेरी तमन्नाओं में !
मेरी किस्मत में तुम ना थे...ये और बात है !!
Pyari Dosti Ko Slam
प्यारी सी दोस्ती को सलाम हमारा !
आप कैसे हैं सवाल हमारा !
याद करते रहेंगे ये वादा हमारा !!
Mere Pas Me Bas Itna Hissa Hai Uska
mere pas me bas itna hissa hai uska
use khud se nikal do to mere pas kuch nahi bacta

Kyu Mushkilo Me Sath Dete Hai Dos
kyu mushkilo me sath dete hai dostkyu gam ko baant lete hai dost
naa rista khoon se na riwaz se bandha haifir bhi zindagi bhar saath dete hai dost

Tum Patthar Bhi Maro Ge To Bhar Lenge Jholi Apni
tum patthar bhi maro ge to bhar lenge jholi apni
kyuki hum dosto ke tohfe tukraya nahi karte

Tum Acche Ho To Ban Ke Dekhaao
tum acche ho to ban ke dekhaao
hum bure hai to sabit karo

Tere Liye Kabhi Es Dil Ne Bura Nahi Chaha
tere liye kabhi es dil ne bura nahi chaha
ye aur bat hai ki mujhe sabit karna nhai aaya

Mere Dil Se Uski Hr Galti Maaf Ho Jati Hai
mere dil se uski hr galti maaf ho jati haijaab wo muskuraki pucti-puchta hai naraj ho kya

Kabhi Chociye Ki Khud Ko Badalna Kitna
kabhi chociye ki khud ko badalna kitna kthinhai
fir dusro ko badalna kaise saral ho sakta hai

Mile To Mulakat-bichde To Yad Ban Gaye
zindagi me kuch log khas ban gaye
mile to mulakat-bichde to yad ban gaye
kuch dost dhere dhere fisalte chale gaye

Tera Sath Hai To Mujhe Kya Kami Hai
tera sath hai to mujhe kya kami hai aadhero me bhi mil rahi roshni hai

Sun Kar Tmam Raat Meri Dastan Gam
sun kr tmam raat meri dastan gam
wo mushkura ke bole bhut bolte ho tum

Kitab Ki Tarah Hai
ek dost kitab kitab ki tarah hai jo jbani yad ho gya

Sachi Doshti Har Kisi
Sachi doshti har kisi k muqaddar me nahin hoti , Agar Mile jo sacha dost to uski qadar karna...!
Friendship Wish Shayari
Har Ibadat Mein Yaad Karta Hu Tujhe,
Ae Dost Teri Salamati Ke Siva Kya Chahiye Mujhe,
Meri Har Dua Mein Tere Liye Mangli Hai muskurahat,
Aye Mere Dost Tu Jaha Bhi Rahe Sada Khus Rehna.

Log Manzil Ko Mushil Samajhtey Hain
लोग मंज़िल को मुश्किल समझते हैं!
हम मुश्किल को मंज़िल समझते हैं!
लोग जिंदगी को दोस्त समझते हैं!
ओर हम दोस्त को जिंदगी समझते हैं !!
Dosti Ka Haq Hum
Dosti Ka Haq Hum Yun Ada Karte Hain
Dost Ke Naam Per Jaan Fida Karte Hain
Tumhe koye Zakham Bhi Na Anne Paye
Allah Se Roz Yeh Dua Karte Hain.

Na Rahe Koi Gil
Na rahe Koi Gila Is Qadar Wafa Denge
Apki Ek Khushi Ki Khatir Anso Tak Baha Denge
Kabhi Na Bholenge Apki Dosti Ko Hum
Dor Reh Kar Bhi Apko Dil Se Dua Denge
Dosti Ki Raho Main
Dosti Ki Raho Main Kabhi Akelapan Na Mile
Aai Dost Zindagi Main Tumhe Kabhi Gum Na Mile
Dua Karte Hai Hum Khuda Se
Tuhme Jo Bhi Dost Mile Hum Se Kam Na Mile

Jaab Se Aap Ko Jana Hai
Jab se aapko jana hai
Jab se aap sa dost paya hai
Har dua me aap ka naam aaya hai
Dil karata hai punchu us rab se
Kya itna pyara sirf mere liye banaya hai

Duriyo Se Koi Fark
Duriyo Se Koi Fark Nahi Padta,
Baat To Dilo Ki Nazdikiyo Se Hoti Hai,
Dosti To Kuch Aap Jaiso Se Hai,
Warna Mulaqat To Jane Kitno Se Hoti Hai

Kab Maine Kaha Ki Shona
Kab maine kaha ki shona aur chandi chahiye,
Bas aapki dil me chhota sa kona chahiye,
Jise hum keh sake dilse apna,
Aisa bhi to koi yaar hona chahiye
Wada Karte Hain Dosti
Wada karte hain dosti nibhayenge,
Koshish yahi rahegi tujhe na satayenge,
Zarurat pade toh dil se pukarana,
Marr bhi rahe honge to mohlat lekar aayenge.

Har Dost Se Achi Baat
Har Dost se achi baat karna fitrat hai hamari,
Har dost khush rahe hasrat hai hamari,
Koi hum ko yad kare na kare,
Har dost ko yaad karna aadat hai hamari

Kushboo Mein
Kushboo mein ehsaas hota hai,
Dosti ka rista kuch khaas hota hai,
Har baat juba se kehna mumkin nahi,
Isliye to dosti ka naam vishwash hota hai.

Chote Se Dil Ke
Chote Se Dil Ke Afsane Bahut Hai,
Zindagi Se Zyada Zakhm Bahut Hai,
Maar Dalti Kab Ki Ye Duniya Par..
Dosto Ki Duao Mai Asar Bhut Hai !

Aadat Alag Hai Hamari
Aadat Alag Hai Hamari Duniya Walo Se,
Kam “Dost” Rakhte Hai
Magar
“Lajawab” Rakhte hai
Beshak Hamari Dosti Ki Mala Choti Hai..
Par Phool Us Main Sare “Gulab” Rakhte Hai.

Ise Duniya Mein Dost Kam
Ise duniya mein dost kam milenge,
Ise duniya mein gam hi gam milenge,
Jaha duniya najar fer legi,
Use mode par tumhein hum milenge

Dost Ki Yaad Se Badi Koi
Dost ki yaad se badi koi dolot nahin hoti,
Sath rehna hi dost ki jarurat nahin hoti,
Duriyan kardeti ha yado ko jinda,
Warna yadon ki koi kimat nahin hoti.

Zikar Hua Jab Khuda
Zikar Hua Jab Khuda Ki Rehmaton Ka,
Humne Khud Ko Khushnaseeb Paya,
Tamanna Thi Ek Pyaare Se Dost Ki,
Khuda Khud Dost Bankar Chala Aaya.
Chote Se Dil Me Gum Bahut
Chote se dil me gum bahut hai,
Zindagi me mile zakham babut hai,
maar hi dalti kab ki duniya humein,
Kambakht dosto ki duao me dam bahut hai

Dil Ke Zakhmo Par
Dil Ke Zakhmo Par Mat Ro Mere Yaar,
Waqt Har Zakhm Ka Marham Hota Hai,
Dilse Jo Sachcha Pyaar Kare..
Uska To Khuda Bhi Deewana Hota Hai.

Khabar Na Usko Mere
Khabar na usko mere pyari ki,
Chayi hai us pe ghaflat na-aitbaar ki,
Koi jaake kehdo usay,
Milti nahi mohabbat aise sacche Yaar ki.

Dard Se Dosti Ho Gayi
Dard se dosti ho gayi Yaaro,
Zindagi bedard ho gayi Yaaro.
Kya hua jo jal gaya aashiyana hamara,
Duur tak roshni to ho gayi Yaaro

Tujh Pe Qurbaan Meri
Tujh pe Qurbaan meri Yaari hai,
Hass ke mar jaaun iss ki Tayari hai,
Silsila na khatam ho apne Pyaar ka,
Kyunki humne tumhe yaad kiya ab tumhari baari hai

Ek Jurm Hua Hai Hum Se
Ek Jurm Hua Hai Hum Se,
Ek Yaar Bana Baithe Hain,
Kuch Apna Usko Samajh Kr,
Sab Raaz Bata Baithe Hain,
Phir Uski Pyar Ki Raah Main,
Dil O Jaan Gawa Baithe Hain,
Woh Yaad Bohat Aate Hain,

Mitha Intazar Aur
Mitha Intazar Aur Intazar Se Bhi Yaar Mitha,
Mitha Yaar Aur Yaar Se Bhi Pyar Mitha,
Mitha Pyar Aur Pyar Se Mithi Apni Yaari

Pyaari Subah Teri Aur
Pyaari subah teri aur shaam meri ho,
Din teri aur raat meri ho,
Hasi teri aur udaasi meri ho,
Jab maut aaye to Yaar sirf,
Kabar teri aur usmein laash meri ho

Jab Milo Kisi Se
Jab Milo Kisi Se To Zara Door Ki Yaari Rakhna.
Aksar Jaan leva hote H Seene se Lagaane Wale.

Hum Dua Karte Hain
Hum dua karte hain Khuda se,
ki wo aap jaisa dost aur na banaye
Ek Cartoon jaisi cheez hai humare paas,
kahin wo bhi common na ho jaye!

Mil Jaye Koi Naya
Mil Jaye Koi Naya To Hume Na Bhula Dena
Koi Rulaye Tumhe To Hume Yaad Kar Lena
Dost Rahenge Umar Bhar Tumhare
Tumhari Khushi Na Sahi Gam Hi Baat Lena.

Ye Promise Hai
Ye promise hai humara,
na chhodenge kabhi sath tumhara,
jo gaye tum hume bhool kar,
le aayenge pakad kar hath tumhara

Aapki Dosti Hamari
Aapki dosti hamari, suron ka saz hai
aap jaise dost pr, hame naz hai
chahe kuch ho jaye zindgi mein
dosti veise hi rahegi, jeise aaj hai

Kuch Riste Anjane Me
Kuch Riste Anjane Me Ban Jate Hai,
Pehele Dilse Fir Zindegi Se Jud Jate Hai,
Kehte Hai Us Pal Ko DOSTI,
Jisme Anjane, Na Jane Kab Apne Ban Jate Hai.

Zindagi Nahin Humein Doston
Zindagi nahin humein doston se pyaari,
Doston pe haazir hai jaan hamaari,
Aankhon mein hamaari aansoon hai toh kya,
Jaan se bhi pyaari hai muskaan tumhaari

Pyaar Se Dost Ho
pyaar se dost ho tum,
harpal mere saath ho tum,
dosti ki ek ahsaas ho tum,
shayad iiliye kuch khaas ho tum

In Andhero Ke Liye Kuch Aaftab
In Andhero Ke Liye Kuch Aaftab Maange Hain
Dua Mein Hum Ne ‘Friends’ Kuch Khaas Maange Hain
Jab Bhi Manga Kuch Rab Se
To Aap Ke Liye Khushiyon Ka Pal Mage Hain

Kuch Meethe Pal Yaad
Kuch Meethe Pal Yaad Aate Hain
Palko Par Aansu Chor Jate Hain
Kal Koi Aur Mil Jaye Toh Hume Na Bhool Jana
Friendship Ke Relation Zindagi Bhar Kaam Aate Hain
Rishton Ki Dori Kamzor Hoti
Rishton Ki Dori Kamzor Hoti Hai
Aankho Ki Baatein Dil Ki Chor Hoti Hai
Kisi Ne Jab Bhi Pucha Friendship Ka Matlab
Hamari Ungli Aapki Aur Hoti Hai
