Poetry Tadka

Nazar Shayari

Je Bhar Ke Dekhu

Je Bhar Ke Dekhu Tujhe Aagar Gwara Ho Betab Meri Nazre Ho Aur Chera Tumhara Ho Jaan Ki Phikar Na Ho Zamane Ki Parvah Ek Tera Pyar Ho Jo Bas Tuhara Ho

Hasrat Thi

Hasrat Thi Saccha Pyar Pane Ki Magar Chal Padi Aandhiya Zamane Ki Mera Name Koye Na Samajh Paya Kyuo Ki Meri Aadat Thi Sabko Hasane Ki hasrat thi

Meri Khataao Ki

Meri Khataao Ki Sja Aab Mouthi Sahi Iske Siva To Koye Bhi Aarman Nahi Hai Kahte Hai Vo Meri Taraf Ungali Utha Kar Es Sahar Me Esse Bada Badnam Nahi Hai meri khataao ki

Suna Hai

Suna Hai Pyar Karne Wale Ajeeb Hote Hai, Khusi Ke Badle Gam Naseeb Hote Hai, Mere Dost Mohabbat Na Karna Kabhi Kyoki Pyar Karne Wale Bade Badnasib Hote Hai suna hai

Koshiesh

Meri Koshishe Hmesha Nakam Rahi Pahle Tujhe Pane Ki Aab Tujhe Bhulane Ki koshiesh