Ajeeb tarah gujar rahee hai jinndagee socha kuchh,
kiya kuchh, hua kuchh aur mila kuchh.
Mat karana abhimaan khud par ai insaan.
tere aur mere jaise kitano ko khuda ne,
Maatee se banaakar maati mein mila diya.
Kabhi fursat mein apni
kamiyon par gaur karna...
dusro ka aaina banne ki
khwahish mit jaayegi.